Saturday, July 22, 2006

Jaaneman / जानेमन (from Aryan)

sajan ghar aana tha sajan ghar aaye hain
sajan ghar aana tha sajan ghar aaye hain
piya man bhaana tha piya man bhaaye hain
har khushi hai ab tumhari mujhe de do gham
jaaneman, jaaneman, jaaneman, jaaneman

sajan ghar aana tha sajan ghar aaye tum
piya man bhaana tha piya man bhaaye tum
har khushi hai ab tumhari mujhe de do gham
jaaneman, jaaneman, jaaneman, jaaneman

zindagi mein aaye tum chahton ke raste
ho zindagi mein aaye tum chahton ke raste
kaash yeh raste sanam kat jaayein haste haste
sone dildara tere pyar toh main variyaan
meriya duavaan tainu lag jaan sariyaan

chand ho tum chandni se bheega jaaye man
jaaneman, jaaneman, jaaneman, jaaneman

kwabon ki is ghar ki khair kare oh rabba
kwabon ki is ghar ki khair kare oh rabba
door tale kalesh aur bair kare oh rabba
naazon se badi maine kari hain taiyyariyaan
din raat pyar diyan nazraan utariyaan
yeh mohabbat hai ibadat kabhi ho na kam
janeman, janeman, janeman, janeman

aagosh mein meri zulph sanwaroon teri
chahat ke rangon se main maang saja doon teri

maahiya ve aaj mainu aaive kyon ve lagda
aashiq je sachha hove roop honda rab ka

hum yahan hain tum yahan ho, hone do milan
jaaneman, jaaneman

janeman, janeman
jaaneman, jaaneman

By Anand Raj Anand, from the film Aryan

To hear Shreya Goshal and Sonu Nigam sing Jaaneman, check Raaga.com's listing for the film Aryan (it's spelled "Janeman" on Raaga.com).

To hear Shreya Goshal and Sonu Nigam sing Jaaneman, and see a clip from the film Aryan, click the play button on the YouTube video below:

If the video runs slowly, play it on YouTube.

Tuesday, July 18, 2006

Aashiq Banaya Aapne / आशिक बनाया आपने

aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bin sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin

tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin

meri nighaahon mein tera chehra rawaa hai
gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai
meri nighaahon mein tera chehra rawaa hai
gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai

apne daayare se main to chootne lagi hoon
tere baazuon main aake tootne lagi hoon
apne daayare se main to chootne lagi hoon
tere baazuon main aake tootne lagi hoon

tere bin jeena nahin hai gawara
tere bin dil ka nahin hai guzara
tere bin kaun apna sahara tere bin
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
bechainiyo ka faaslo ka silsila hai
dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai
bechainiyo ka faaslo ka silsila hai
dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai

betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai
betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai

tere bin raat kat thi nahin hai
tere bin pyaas mit thi nahin hai
tere bin doori ghat thi nahin hai

aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bin sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin, tere bin

Lyrics by Sameer, music by Himesh Reshammiya, from the film Aashiq Banaya Aapne

Film site: http://www.aashiqbanayaaapne.com

To hear Himesh Reshammiya and Shreya Goshal sing Aashiq Banaya Aapne, check Raaga.com's listing for the film Aashiq Banaya Aapne.

To hear Himesh Reshammiya and Shreya Goshal sing Aashiq Banaya Aapne, and see a clip from the film, click the play button on the YouTube video below:

If the video runs slowly, play it on YouTube.

..Hindi songs, ..songs with YouTube videos, Himesh Reshammiya, Sameer, Shreya Goshal
Powered By Blogger