Tuesday, December 19, 2006

So Jaaoon Main / सो जाऊं मैं (from Woh Lamhe)

so jaaoon main magar
mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
ko jaaoon main magar
meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon
jaagi nazar mein soyi nazar mein
har pal sanam tum jhilmilaaon
so jaaoon main magar
mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
ko jaaoon main magar
meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

meri khushi mein shaamil raho tum
iss zindagi mein shaamil raho tum
yun toh hai laakhon armaan dil mein
mehfil mein jaan-e-mehfil raho tum
hothon se mere
shaam savere
yun sanam tum muskuraaon
so jaaoon main magar
mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
ko jaaoon main magar
meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

ban ke sitara aankhon mein chamko
in aati jaati saanson mein mehko
bas jaaon aake tum meri jaan mein
dil ban ke mere seene mein dhadko
tum mujhko chaho
bas mujhko chaho
saare jahaan ko bhul jaaon
so jaaoon main magar
mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
ko jaaoon main magar
meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon
jaagi nazar mein soyi nazar mein
har pal sanam tum jhilmilaaon
so jaaoon main magar
mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
ko jaaoon main magar
meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

By Pritam Chakraborty, from the film Woh Lamhe.


To hear Shreya Goshal or Kunal Ganjawala sing So Jaaoon Main, check Raaga.com's listing for the film Woh Lamhe.

To hear Kunal Ganjawala sing So Jaaoon Main (to a clip of some film other than Woh Lamhe!! -- but the song is worth this confusion :) ), click the play button on the YouTube video below:

If the video runs slowly, play it on YouTube.

Sunday, December 10, 2006

Kehta Hai Baabul / कहता है बाबुल (from Baabul)

kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya
kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya

daakiya koi
jab aayega
tujhko churaake
le jayega

katega kaise lamha
tere bina bata
jiungaa kaise tanhaa
tere bina bata
katega kaise lamha
tere bina bata
jiungaa kaise tanhaa
tere bina bata

tu suhagan rahe sang saajan rahe raat din
is khushi ke liye har sitam main uthaa loonga
tere jaane ka gham mujhko hoga magar laadli
leke is dard ko main sada muskuraaunga

baabul to dil se de raha dua yahi
khushi ke saaye mein ho zindagi teri
baabul to dil se de raha dua yahi
khushi ke saaye mein ho zindagi teri

waqt ke saath zakhm ye bhar jayega
pal guzar jaayega tu meri baat maan le
yaadon ke aasre umr katati nahin
hai haqiqat yahi, ab tu jaan le

sumundaron ka paani koi na pi saka
akela khaara jivan koi na ji saka
sumundaron ka paani koi na pi saka
akela khaara jivan koi na ji saka

kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya
kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya

daakiya koi
jab aayega
tujhko churaake
le jayega

katega kaise lamha
tere bina bata
jiunga kaise tanha
tere bina bata
katega kaise lamha
tere bina bata
jiunga kaise tanha
tere bina bata

By Aadesh Shrivastava, with lyrics by Sameer, from the film Baabul.

To hear Jagjit Singh sing Kehta Hai Baabul, check Raaga.com's listing for the film Baabul.

To hear & watch Amitabh Bachchan sing kehta Hai Baabul, click the play button on the YouTube video below:

If the video runs slowly, play it on YouTube.
Powered By Blogger