Showing posts with label Sameer. Show all posts
Showing posts with label Sameer. Show all posts

Saturday, November 03, 2007

Labon Ko / लबों को (from Bhool Bhulaiyaa)

Looking for Labon Ko translated to English? Try the Bollywhat.com Lyrics Forum.

labon ko labon pe sajao
kya ho tum mujhe abb batao
labon ko labon pe sajao
kya ho tum mujhe abb batao

tod do khud ko tum
baanhon mein meri, baanhon mein meri,
baanhon mein meri, baanhon mein,
baanhon mein meri, baanhon mein meri,
baanhon mein meri, baanhon mein

tere ehsaasson mein bheege lamhato mein
mujhko doobati tishnagi si hain
teri adao se dilkash khatao se
in lamho mein zindagi si hai
haya ko zara bhool jao
meri hi tarah pesh aao

hone do khud ko tum
raaton mein meri, raaton mein meri,
raaton mein meri, raaton mein

labon ko labon pe sajao
kya ho tum mujhe abb batao

tere jazbaaton mein mehki si saason mein
yeh to mehek sang lisi hai
dil ki panahon mein bekhri si aahon mein
sone ki khwasish jagi si hai
chehre se chehra chupao
sene ki dhadkan suno

dekh lo khud ko tum
aankhon mein meri, aankhon mein meri,
aankhon mein meri, aankhon mein

labon ko labon pe sajao
kya ho tum mujhe abb batao

Music direction Pritam Chakraborty, with lyrics by Sameer, from the film Bhool Bhulaiyaa.

To hear K.K. sing Labon Ko in a clip from the film Bhool Bhulaiyaa, click the play button on the YouTube video below:

If the video runs slowly, play it on YouTube.

Sunday, December 10, 2006

Kehta Hai Baabul / कहता है बाबुल (from Baabul)

kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya
kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya

daakiya koi
jab aayega
tujhko churaake
le jayega

katega kaise lamha
tere bina bata
jiungaa kaise tanhaa
tere bina bata
katega kaise lamha
tere bina bata
jiungaa kaise tanhaa
tere bina bata

tu suhagan rahe sang saajan rahe raat din
is khushi ke liye har sitam main uthaa loonga
tere jaane ka gham mujhko hoga magar laadli
leke is dard ko main sada muskuraaunga

baabul to dil se de raha dua yahi
khushi ke saaye mein ho zindagi teri
baabul to dil se de raha dua yahi
khushi ke saaye mein ho zindagi teri

waqt ke saath zakhm ye bhar jayega
pal guzar jaayega tu meri baat maan le
yaadon ke aasre umr katati nahin
hai haqiqat yahi, ab tu jaan le

sumundaron ka paani koi na pi saka
akela khaara jivan koi na ji saka
sumundaron ka paani koi na pi saka
akela khaara jivan koi na ji saka

kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya
kehta hai baabul
o meri bitiya
tu to hai mere
jigar ki chitthiya

daakiya koi
jab aayega
tujhko churaake
le jayega

katega kaise lamha
tere bina bata
jiunga kaise tanha
tere bina bata
katega kaise lamha
tere bina bata
jiunga kaise tanha
tere bina bata

By Aadesh Shrivastava, with lyrics by Sameer, from the film Baabul.

To hear Jagjit Singh sing Kehta Hai Baabul, check Raaga.com's listing for the film Baabul.

To hear & watch Amitabh Bachchan sing kehta Hai Baabul, click the play button on the YouTube video below:

If the video runs slowly, play it on YouTube.

Tuesday, July 18, 2006

Aashiq Banaya Aapne / आशिक बनाया आपने

aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bin sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin
tere bin sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin

aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin

meri nighaahon mein tera chehra rawaa hai
gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai
meri nighaahon mein tera chehra rawaa hai
gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai


apne daayare se main to chootne lagi hoon
tere baazuon main aake tootne lagi hoon
apne daayare se main to chootne lagi hoon
tere baazuon main aake tootne lagi hoon


tere bin jeena nahin hai gawara
tere bin dil ka nahin hai guzara
tere bin kaun apna sahara tere bin
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
bechainiyo ka faaslo ka silsila hai
dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai
bechainiyo ka faaslo ka silsila hai
dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai


betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai
betaabiyon ne humko choor kar diya hai
paas aane pe majboor kar diya hai


tere bin raat kat thi nahin hai
tere bin pyaas mit thi nahin hai
tere bin doori ghat thi nahin hai

aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
tere bin sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin, tere bin


Lyrics by Sameer, music by Himesh Reshammiya, from the film Aashiq Banaya Aapne

Film site: http://www.aashiqbanayaaapne.com

To hear Himesh Reshammiya and Shreya Goshal sing Aashiq Banaya Aapne, check Raaga.com's listing for the film Aashiq Banaya Aapne.

To hear Himesh Reshammiya and Shreya Goshal sing Aashiq Banaya Aapne, and see a clip from the film, click the play button on the YouTube video below:

If the video runs slowly, play it on YouTube.

..Hindi songs, ..songs with YouTube videos, Himesh Reshammiya, Sameer, Shreya Goshal
Powered By Blogger